Chorus :
Mera prabhu janma pyara prabhu janma
Papin taran karan mera pyara YESHU janma
Verse 1 :
Mariyam baithi apane ghar mein
Aaya doot swarg se
Bola kunwari mariyam se ki lo salam hamara ji
Verse 2 :
Mariyam baithi gaushala mein
Balak raja charni mein
Aaye gadariye dandavat karne sare jag ke traata ko
Verse 3 :
Aage aage tara chalta
Pichhe pichhe pandit log
Mur, loban, sona bhet chadhate karte uski mahima ji
No comments:
Post a Comment