Chorus :
Charwahe nache jhoom ke oh ho ho oh
Aaj sabhi gaa rahe soor mila rahe
Milke kare vandana
Verse 1 :
Raaja ka janam hua payi khabar
Shanti woh laya hame bhu-par
Ishwar manushya bana baal YESU janama
Aaya mukti daata bankar
Verse 2 :
Paawan gaushala kahi bethlehem mein
Ek naye raaja jahan janme
Ishwar manushya bana baal YESU janama
Aaya mukti daata bankar
Verse 3 :
Humko sandesh mila devdoot se
Mariam ne janama bal YESU
Ishwar manushya bana baal YESU janama
Aaya mukti daata bankar
Verse 4 :
Manav ko bhent mili kaisi anmol
Jiska duniya mein nahi mol
Ishwar manushya bana baal YESU janama
Aaya mukti daata bankar
No comments:
Post a Comment