Yogya tu hai yogya meri samajh se parey
Andaaza nahi mujhe teri mahimaa kaisi hai
Main na batlaa paun kitnaa gehera tera prem
Kaanon ne suna tha PRABHU
ab dekha aankhon ne
Tu Yogya * 3
Tu hai yogya stuti ke
Humesha ke liye
Mahimaa du main use jisne bachaya mujhko
Tune khoja aur chudaaya
Meri sharam se mujhko
Bebayaan hai karuna apaar tera Prem
Kaanon ne suna tha PRABHU
ab dekha aankhon ne
Tu Yogya * 3
Tu hai yogya stuti ke
Humesha ke liye
* 3
Kare prashansa gaye stuti geet
Kare prashansa tere naam ki
No comments:
Post a Comment