Sunday, February 16, 2025

Jag jyoti tu utra andhkaar mein - Aradhana Karun

 Jag jyoti tu utra andhkaar mein

Tune meri aankhein khol di
Khubsurti tujhe chahun pure dil se
Aasha jeevan tere sang ki

Aradhana karun
Sir ko main jhukaun
Prabhu sirf tu hi hai mera KHUDA
Tu hai ati sundar
Tu hai ati yogya
Tu hai ati adhbhut mujhko

Raaja anant tu sab se hai uncha
Mahima mein viraajmaan
Namra hokar aaya
Jis sansaar ko banaya usme
Prem ke khatir hua gareeb

Main kabhi na jaanoon daam mere
Paap sooli par chadhane ke

No comments: