Dhanya tera naam bahutayaki mein
Paripoornta mein dhanya tera naam
Dhanya tera naam banjar haalaton mein
Jangal ke raaste dhanya tera naam
Tere ashish ke badle gaun stuti
Jab andhera chaa jaaye Kahun tab bhi
Dhanya tera naam hai PRABHU
Dhanya tera naam
Dhanya tera naam hai Prabhu
Dhanya tera tejasvi naam
Dhanya tera naam jab sooraj suhaana ho
Jab sab kushal mangal ho dhanya tera naam
Dhanya tera naam mushkilon ki raahon mein
Dard ho bhale arpan mein dhanya tera naam
Tu hi deta hai
Tu hi leta hai YAHOVAH
Mera dil kahe
Dhanya tera naam
No comments:
Post a Comment