Chup hai chanda
Chup hai tare
Janma hai, janma hai, janma masiha
Raat ki khamoshi mein * 4
Kaisi hai charni
Kaisi hai raate
Soya hai sara zamaana
Bethlehem mein aaya masiha
Le kar khushi ka khazana
Raat ki khamoshi mein * 5
Raato mein aa kar
Raato mein ja kar
Dooto ne sabko jagaya
Shanti ka raja mukti ka swami
Humko bachane aaya
Raat ki khamoshi mein * 5
No comments:
Post a Comment