Thursday, February 13, 2025

Jagat me aaya hai taranhaar

 Chorus :

Jagat me aaya hai taranhaar
Ke sunkar hum patito ki pukaar * 2
Jagat me aaya hai taranhaar

Verse 1 :
Paap ka piyala usne piya hai
Mar ke maran ko jeet liya hai
Khola swarg ka dwar

Verse 2 :
Girte huo ko pal me utha kar
Paap karan ka naam mita ker
Kar diya beda paar

Verse 3 :
Utho aur uthkar sab mil gaao
YESHU MASIH ka naam jagaao
Kardo prem prachaar

No comments: